
Sangwaari Lyrics
Jeene se acha marna hai
Yun mujhe tadhapta shod diya
Ab mout hi apni lagti hai
Tune dil ko aise tod dia
Khawab samete palkon se
Aasu ka katara toot gaya
Auron ki shikayat kya karana
Dil yaar hi mera loot gaya
Are ja re sangwaari teri dekh li yaari
Are ja re sangwaari teri dekh li yaari
Prem gali ati saankari
Ye kissa bada anokha hai
Jispe humein bharosa hai
Usse hi milta dhokha hai
Sabhi pyaar ke panno par
Jhoothe likhe afsane hain
Gairon ki baatein kya kare
Hum apnon ko pehchaane hain
Jeene se accha marna hai
Yun mujhe tadapta chhod diya
Ab maut hi apni lagti hai
Tune dil ko aise tod diya
Are ja re sangwaari teri dekh li yaari
Are ja re sangwaari teri dekh li yaari
Are ja re sangwaari teri dekh li yaari
Are ja re sangwaari teri dekh li yaari
Aansu khushi ke aane the
Ab khoon ke aansu aaye hain
Raston ne to saath diya hai
Manzil ne thukraye hain
Sapno ka sheesh mahal tune
Ik pal mein chakanachoor kiya
Is toote dil ke saath mujhe
Ab marne pe majboor kiya
Jeene se accha marna hai
Yun mujhe tadapta chhod diya
Ab maut hi apni lagti hai
Tune dil ko aise tod diya
Are ja re sangwaari teri dekh li yaari
Are ja re sangwaari teri dekh li yaari
Are ja re sangwaari teri dekh li yaari
Are ja re sangwaari teri dekh li yaari
More Songs by Salman Ali
- Jaani, Vishal Mishra more3 min : 57 sec
- Hitesh Modak, Salman Ali3 min : 52 sec
- Salman Ali, Muskaan4 min : 7 sec
- Irfan Ali, Salman Ali5 min : 25 sec